Aj se Amiri Garibi ke fasle na rahe,
Har Insan ek duje ko apna bhai kahe,
Aj sb kuch bhul ke aa gale lg ja,
Mubarak ho tuje yeh EID-UL-Fitar,
Eid leka aate hai dher sare khusiya,
Eid mita deta hai insan mai dooriyan,
Eid hai khuda ka aik nayab tabarok,
Eisi liye kahte hai sab Eid Mubarak
Sada haste raho jaise haste hain Phool,
Duniya ke sare gham tumhe jaye Bhool,
Charo taraf phalao khushion ka Geet,
Essi umeed ke sath Yaar tumhe…
“Mubarak ho Chand Raat or EID”
Sada haste raho jesay hastay hyn phool,
Duniya kay saray gham tmhay jaye bhool,
Charo taraf phelao khushiyo ka geet,
Aesi umeed ka sath Yr tmhay
**..MUBARIK ho EID..**
EID MUBARAK ho Aapko,
Dher sari tarif aur khusiya mile aapko,
But, Jab EIDI mile aapko to Please
Aap Yaad karna Sirf Humko
SuneHri dHOOP BaRsaat kay bAd, tHori c hAsi heR bAaT kay Bad,
uSi taRHa hO mUBArik yeh Eid raAmDaN kay BaD, wiSHIng u A vErY spEcIaL
“.*.*haPPY eID mUBArak*.*.”
Is say pehlay kay network jaam ho jaye,
Wishing ka Silsila aam ho jaye,
Aap ko dil say wish karnay walon mein,
Mera pehla naam ho jaye,
“Eid Mubarak”
May Allah almighty bless you with
Sehat,
Rahat,
Naimat,
Izzat,
Barkat,
Dolt,
Salamti,
Hayati,
Kamyabi &
unlimited khushiyan
**EID MUBARAK**
Accountant Ne Kaha,
E: Extreem Happy
I : In
D : Divide Expenses.
BusinessMan Ne Kah,
E: Esteem Happy
I : In
D : Discount
Lawyer Ne Kaha.
E : Event Of
I : Increase
D : Dual Happy
lovers Ne Kaha.
E: Eik Or
I : I
D : DAte
**EID MUBARAK**
A wish of the Happy Eid Celebrtions.
Wrapped wid Sincerity,
Tied wid Care,
and
Sealed wid a Dua 2 keep you and your family Blessd
“Eid Mubarak”.
Something in your smile speak to me.
Something in your voice sings to me.
Something in your eyes says to me.
That you are the dearest friend to me…
Eid Mubarak!
Ramzan may na milsakey, Eid may nazrein he milaa Loo…
Haath milaney se kya hoga.? Seedha galey he lagaa Loo…
Eid Mubarak!